Abhay singh 30 Mar 2023 आलेख समाजिक Shivam Singh story 88959 0 Hindi :: हिंदी
Hamari pados mein Rahane wali tuntun Dada bade hi maje ke aadami hai unka Naam tuntun Singh bahut hi chun kar liya Gaya Rakha gaya hai unke chhote wale ladke ka naam aansu hai jiske samne tun tun tun kahane se vah chidh jata hai Lekin usko kya pata ki uske pitaji ka naam tuntun kyon Rakha gaya hai unse Judi Hui bahut sari dilchasp kahaniyan jaise ki ek aap logon ke samne main prastut karne ja raha hun jaisa ki unka swabhav hai judne ka agar koi vyakti bahar se Kama karai aur unse pitaji ko 6 mahine mein ₹1 lakh kamakar diye Hain to uske bad to Mano Aasman sab pad jata hai FIR mohalle bhar ke ladkon ki aisi pungi bajate Hain ki vah tum log ghumte rahti Ho koi Kam nahin Karti Sara denge maja bhi bahut aata hai FIR paise ki baat agar unke samne khol do FIR Mano aapse bada koi Dharm atma nahin koi Mahatma nahin aapse bada koi dua nahin koi dost nahin koi vyavhari nahin karte badan per matra Lal chaddi jisko gaon mein nikat kahate Hain aur ek baniyan jise ganji kahate Hain itne mein hi vah pura gaon ka bhraman karte rahte hain bhajan kirtan mein mast rahti Hain logon Ko Gyan dete Hain ki हाथ-पैर chahe jitna chala lo jab Bhagwan dega tabhi milega aur kuchh kam agar Na Karo tab bolenge hath mein hath bhare baithe raho Bhagwan nahin dega kuchh kam dham kar bade hi maje Kiya kabhi aage chalenge kabhi piche chalenge kavitaen chalenge kabhi baen chalenge kuchh pata hi nahin chalega kab kaun se mod mein rahe main to unke Ghar Jag jata hun darvaje se hi thoda thahar kar sunta Hun ki volume 15 point hai ki teen point hai agar value 3 point hai tab to ghar ke andar Jana sahi hai anyatha hanste hue jaaoge munh latka kar bandar ki tarah bahar aaoge main to volume ke 15 point ki agar bhanak lagi to turant revers gear Ghar a jata hun Sara din Lage rahte bade maje ki baat hai google abhi कभी-कभी hamari awaaz nahin sunta bich mein likhane lagta hai FIR ruk jata hai bilkul tuntun Dada ki tarah sham ko jab sare bacche unke team ke niche ekatthe hoti hain jab Tak nahin dikhe tab tak ham log khoob maje karte Hain jaise hi vah a gaye unko pudiya Pan khila Diya to beda paar nahin to ine logon ke pass koi kam dham to hai nahin Sara din aise hi teen panch karte rahte hain yah nahin ki thoda bahut kam kar le hi majedar aadami hai gana bhi aise gaenge thoda usmein Lata Mangeshkar ji ki awaaz rahegi thoda Ashraf Ali ki thoda Na jaaye sabhi ganon ka khichdi banakar gate Hain jisko na chahte hue bhi jabardasti sunna padta hai aur vah dadaji vah dadaji kya gana hai bolna padta hai itna bolane ke bad hi are tumko kya pata bhaiya hamare jamane mein aisa hota tha hamare jamane mein vaisa hota tha FIR Mano apni bahaduri ke puliya bandh denge ham to thehre dehati kabhi bhains chara lenge kabhi yah hamara to din bhi to kya tum logon ka kya hoga FIR ulta ham logon per shuru gana Gaya bhad mein pahle apni Jaan bachao beta Bahu vahan se lagne lagta 2 minut baat karne ke liye ruko to lagta hai Na Ho jaaye kahin dhanyvad doston lekar aaenge aap logon ke samne kahani acchi Lage to comment jarur Karen dhanyvad