Join Us:
दिशा-लाइव ग्रुप ने लॉन्च किया नया ब्रांड BizPry - लोकल से ग्लोबल तक 20 मई स्पेशल -इंटरनेट पर कविता कहानी और लेख लिखकर पैसे कमाएं - आपके लिए सबसे बढ़िया मौका साहित्य लाइव की वेबसाइट हुई और अधिक बेहतरीन और एडवांस साहित्य लाइव पर किसी भी तकनीकी सहयोग या अन्य समस्याओं के लिए सम्पर्क करें

मेरे बचपन की दोस्त

shivam ratna verma 30 Mar 2023 कहानियाँ प्यार-महोब्बत #all indian people 121542 1 5 Hindi :: हिंदी

sonu aapne kisi ristedar ki shadi me jata hai .us vakt uski umra ;lagbhag 15 varsh hoti hai |vahi uski mulakat shivani nam ki ladki se may  hai shivani or sonu ki umra lagbhag barabar hoti hai, shivani or sonu ki vha bahut gahri dosti ho jati hai  shivani sonu ko apna gao dikhatee hai ,use gao ke mandir le jati hai jah gao ke sare log pooja karne aate hai | sonu ko gao ka talab bhi dikhaya jaha gao ke sare log kapde dhote the sor aapne pasu bhi nahlate the | sonu ne gao ka school bhi dekha jo gao ke ek uchhe tile pe bana hua tha , usi skool me shivani bhi padti thi , sonu or shivani lunch ke samay skool me khoob khela karte the , skool se lotte  samay hum dono ne raste me ber ke ped pdte the vahut ber khaye or 2 baje ghar lote  to ghar per shadi ki  tyari chal rahi thib as suraj dhalne ke bad dawat shruu hono vali thi sham 7 baje dawat chalu ko gayi mehman bhi aane lage or dawat bhi karne lage | hum dono ne sath sath hi khana khaya dono ne bend bhi khub nacha ,khub maja aaya khub masti ki  rat 2 baje tak shadi ka karyakram khatm ho gaya  or subah ladki kibidai bhi ho gayi | sabhi ristedar apne apne ghr jane ki tyariyan karne lage me or shivani apas me bahut ghulmil gaye the  hum dono chhat per khel rahe the  ki mammi ki aawaj aayi sono-sono...................kahan chala gaya ye ladka, ye kahte huye merimammi mujhe eghar -udhr dund rahi thi me mammi ki aawaj sun kar niche utter aaya or bhagta hua  mammi ke pass pahuncha me kaha kya hua aap mujhe bula rahi thi, mammi boli hai apne ghar chalna hai kahin khelne mat nikal jana | yah sun kar me mayus ho gaya or bhagte hua kheto me pahuncha jah shivan apni do bakriya chara rahi thi  mene use bataya ki me apne  ghar ja rah hui shayad yah sun kar wo mayus ho gayi thi usne mujhse boli ki kal chale jana  or dono bate karte katre bakriya lekar ghar pahunche, mammi kapde pack kar rahi thi or mera ghar jane ka bilkul  man nahi  tha  lekin me kar bhi kya sacta tha  sham 4:35 baj haye the or train aane ka samay ho raha tha , mammi to sari tyari kar chuki thi  train 5:15 baje ki thi me mammi ,papa, mera chhota bhai or shivani ke mammi papa or shivani bhi station chhodne aaye the | train aane ka samay ho raha tha  or mera ghar jane ka man nahi kar raha tha  hum dono station ki bench per bath kar pate kar rahe the lekin  batto me maja , masti na thi shivani mere liye tohphe me ek pen layi thi  jo mere pass aaj bhi hai bahut sanbhal kar rakha hai mene use aaj bhi bahut bura lag raha tha ,thodi der me train aa gayi  or phir kya train me chad gaye shivani ki aankhe bhar aayi thi me jakar khidki  ki side beth gaya wah se bethe bethe use dekhta raha wo bhi mujhe dekhti rahi  rail ka horn baja or train chal di | shivani or me tab tak  ek dusre se aalbida karte rahe jab tak hum ek usre ko dekhte rahe |
 me ghar to  aa gaya gaya mera  dil shayad usi station per kahin kho gaya

Comments & Reviews

Shveta kaithwas
Shveta kaithwas Behad khubsurat

3 years ago

LikeReply

Post a comment

Login to post a comment!

Related Articles

बहुत समय पहले की बात है रहमान चाचा के यहाँ एक चूहा रहता था. हर दिन की तरह उस दिन भी बाज़ार से गाँव लौटते वक़्त चाचा झोले में कुछ सामान लेकर � read more >>
सच्चे भाई सुबह की योगा क्लास लेने के बाद मैं पार्क से होते हुए बाजार वाली रोड पर सैर के लिए निकल पड़ी । सुबह के व� read more >>
लड़का: शुक्र है भगवान का इस दिन का तो मे कब से इंतजार कर रहा था। लड़की : तो अब मे जाऊ? लड़का : नही बिल्कुल नही। लड़की : क्या तुम मुझस read more >>
Join Us: