Sandhya kushwaha 30 Mar 2023 कविताएँ अन्य Samy ka mhatv 47916 0 Hindi :: हिंदी
Niras kyu baith gaye , har ko dek kar .aye manao ,tu apne ander hunar paida kar . daldali bhumi me gad raha, bahar nikalne ki kosis to kar. aye manao tu apne ander hunar paida kar, bad rha ye jvar bhata ka pani ,teri tarph jaldi se bahar, nikalne ki kosis to kr .aye manav tu apne ander hunar paida kar .kyu ghabrata he ki daldal me se ni nikal pauga ,apne krtbyo pr ab ni khara utar pauga ,bakt ko dyan me rakh kr , tu khudse yah karya kar. aye Manao ,tu apne ander hunar paida kar.